Google Adsense CPC and CTR kya hai ? Or isse kaise badhaiye?

 CPC & CTR Kya Hai? Aur Kaise Badhaye?

Sbse peheke to hmlog samjhne ki kosis krte h ki CPC and CTR kya hai? 


1. CPC (Cost Per Click) Kya Hai?


CPC ka matlab hai har ad click pe kitne paise milte hain. Ye keyword, topic aur country pe depend karta hai.

👉 Example: Agar CPC ₹5 hai aur 20 log click karte hain, to earning = ₹100 hogi.


2. CTR (Click-Through Rate) Kya Hai?


CTR ka matlab hai ki kitne log ad dekhne ke baad uspe click kar rahe hain.

Formula: (Clicks ÷ Impressions) × 100

👉 Example: 1000 logon ne ad dekha, 10 ne click kiya → CTR = 1% hogi


3. CPC & CTR Kaise Badhaye?

CPC nd CTR ko badhane ke liye bohot saare points hai, to chlo sbko ek ek krje sbhi points ko samjhne ki kosis krte h 


✅ High CPC Keywords Use Karna – Finance, Insurance, Hosting, aur Tech wale topics pe likh skte hai 

✅ Ad Placement Optimize Karna – Ads ko article ke andar, sidebar aur header me rakhna hai 

✅ Traffic Quality Improve Karna – USA, UK, Canada jaise countries ka traffic le skte ho 

✅ Ad Blockers Se Bacho – Users ko AdBlock disable karne ke liye bolo.


4. CPC & CTR Check Kaise Karein?


1. Google AdSense Dashboard me jao.



2. Performance Reports open karo.



3. Wahan CPC, CTR aur Total Earnings check karo.




Agar CPC ya CTR kam hai, to sahi keywords, better ad placement aur organic traffic pe kaam karo! 🚀

Comments

Popular posts from this blog

How to Earn Money from YouTube Shorts?

"Google AdSense Kya Hai? Paise Kaise Kamaye? [Step-by-Step Guide]"